Dil Ne Kaha song lyrics - Panga
Dil Ne Kaha is a latest song sung by Jassie Gill and Asees Kaur. Dil Ne Kaha song is a new song from the latest movie Panga starring Kangana Ranaut and Jassi Gill. The music is composed by Shankar-Ehsaan-Loy and produced by Meghdeep Bose while lyrics are written by Javed Akhtar.
Song Details:
Song Name: Dil Ne Kaha
Movie: Panga
Featuring actors: Kangana Ranaut
Singer: Jassie Gill and Asees Kaur
Dil Ne Kaha song lyrics - Panga
Haan pehle pehal tumse mili jo nigaahein
Toh yeh dil kaha tha arey yehi toh hai woh
Jisey dhoondh rahe the jazbaat tumhare
Chalo shukar karo ki jisey chaha tha
Aaj tennu mil gaya ve
Khaabon ki nawaazishein hain
Chahaton ki baarishein hain
Doob chale hain jisme main bhi aur tum bhi
Halki halki si deewangi hai
Halki halki masti
Dono khush hain ki dekho
Apni aarzoo ka gulshan khil gaya oye
Saansein rukne lagi palkein jhukne lagi
Ho na ho yeh mohabbat hai
Dekho dheere dheere baaton baaton mein
Ab ho gaya hai kaisa kamaal
Dekho haule haule, aankhon aankhon mein
Dil ho gaya hai kaisa nihaal
Dekho dheere dheere baaton baaton mein
Ab ho gaya hai kaisa kamaal
Dekho dheere dheere baaton baaton mein
Ab ho gaya hai kaisa kamaal
Dekho haule haule, aankhon aankhon mein
Dil ho gaya hai kaisa nihaal
Dekho dheere dheere baaton baaton mein
Ab ho gaya hai kaisa kamaal
Comments
Post a Comment