Taaron ke Shehar video song and lyrics
Taaron Ke Shehar Hindi Lyrics - Neha Kakkar | Jubin Nautiyal
Taaron Ke Shehar Hindi song is sung by Neha Kakkar & Jubin Nautiyal, Jaan0 have produced the music and written the Taaron Ke Shehar song lyrics while the music video is featuring Neha Kakkar and Sunny Kaushal. Music label is T-Series.
Singers: Jubin Nautiyal, Neha Kakkar
Lyrics writer: Jaani
Music director: Jaani
Taaron Ke Shehar lyrics
Naa Chain Se Jine Degi
Naa Chain Se Marne Degi
Naa Chain Se Jine Degi
Naa Chain Se Marne Degi..
Haan! Chalo Le Chale Tumhe
Taaron Ke Shehar Mein
Dharti Pe Ye Duniya
Humein Pyaar Naa Karne Degi
Chalo Le Chale Tumhe
Taaron Ke Shehar Mein
Dharti Pe Ye Duniya
Humein Pyaar Naa Karne Degi
Jo Tumna Meri Baho Mein
Main Toh Soh Nahi Sakta
Khuda Ne Tujko Diya Mujhe
Tujhe Main Kho Nahi Sakhta
Main Mar Jaoga Agar Kabhi
Keha Padha Gaya Ye Sanam
Main Tera Hi Hoon Magar
Tera Ho Nahin Sakhta
Hamein Mar Hi Naa Dale
Ye Buri Nazar Logo Ki
Ye Haath Chhodaeyenge
Naa Hath Pakadne Degi
Haan! Chalo Le Chalein Tumhe
Taaron Ke Shehar Mein
Dharti Pe Ye Duniya
Humein Pyaar Naa Karne Degi
Chalo Le Chalein Tumhe
Taaron Ke Shehar Mein
Dharti Pe Ye Duniya
Humein Pyaar Naa Karne Degi
Log Humse Jalte Hain
Jalte Hain Is Baat Pe
Kyoon Itne Zyada Khubsoorat
Lagte Hain Hum Sath Mein
Log Humse Jalte Hain
Jalte Hain Is Baat Pe
Kyoon Itne Zyada Khubsoorat
Lagte Hain Hum Sath Mein
Jo Bhi Ishq Mein Hote Hain
Hote Hain Deewane Se
Khushi Nahin Dekhi Jaati
Mohabat Ke Zamane Se
Mujhe Pata Hain Oh Janam
Chahe Kuch Bhi Ho Jaye
Tu Khud Mar Jayegi
Jaani Na Marne Degi
Haan! Chalo Le Chalein Tumhe
Taaron Ke Shehar Mein
Dharti Pe Ye Duniya
Humein Pyaar Naa Karne Degi
Comments
Post a Comment